Thursday 21 June 2012

mera shahar

मेरा शहर आगरा ,    
 pyar ki     yeh nagari mera shahar Agra hai,   Shiv  iske prahari hain yamuna ki dhara hai.
Mantron ki madhu dhun ka ras barsata hai ,jab ankh khule meri mera shahar jagata hai.
 Akbar ki hunkaren Mariyam tak jati hain,chishti ki dargah bhiAyaten sunati hain.
Mumtaj Mahal ka dil sapno main kho jata ,palakon par cumban kar shahjahan jagata hai ,
Nafarat ka jab andhad ghar ghar main cha jata,sarv dharm ka path mera shahar batata hai .
Diwali hoti hai aur eid manata hai  sabaki khushiyon main mil deep jalata hai  



***
to know

Donald Duck's middle name is flantleroy